Saturday, May 31, 2008

Tere Bin

tere bin - main yun kaise jiya
kaise jiya tere bin

lekar yaad teri - raaten meri kati
mujhse baaten teri - karti hai chaandni

tanha hain - tujh bin raaten meri
din mere - din ke jaise nahin
tanha badan - tanha hai rouh - namm meri aankhen rahen
aaja mere - ab rubaru - jeena nahin bin tere

tere bin main yun kaise jiya - kaise jiya tere bin

kabse aankhen meri - raah mein tere bichhi
bhule se hi kabhi - tu mil jaaye kahin

bhule na - mujh se - baaten teri
bheegi hain - har pal - aankhen meri
kyun saans loon - kyun main jiyun - jeena bura sa lage
kyun ho gaya - tu bewafaa - mujh ko bata de wajah

tere bin main yun kaise jiya
kaise jiya tere bin ...

0 Opinions:

Archives