Monday, November 24, 2008

Kya Se Kya Ho Gayaa

kya se kya ho gayaa - bewafaa - tere pyaar mein
chaahaa kya, kya milaa - bewafaa - tere pyaar mein

chalo suhaanaa bharam to tootaa - jaanaa ke husn kya hai
kahati hai jis ko pyaar duniya - kya cheez kya balaa hai
dil ne kya naa sahaa - bewafaa - tere pyaar mein

tere mere dil ke beech ab to - sadiyon ke faasale hain
yakin hogaa kise ke hum tum - ek raah sang chale hain
honaa hai, aaur kya - bewafaa - tere pyaar mein

0 Opinions:

Archives