Friday, May 11, 2007

Just a little something..

Ek tutti hui zanjir ki fariyaad hain hum
aur duniya samjhti hai ki azaad hain hum

hum ko iss daur e taraqqi ne diya kya 'Meraj'
kal bhi barbaad the aur aaj bhi barbaad hain hum

Depending on how one looks at the above lines, the meaning can be so different. Of course the entire poem is definitely on another tone but when I read just the above four lines, it conveys a very different meaning. Yeah but, why bother with that.

2 Opinions:

Anonymous said...

Ek tutti hui zanjir ki fariyaad hain hum
aur duniya samjhti hai ki azaad hain hum

hum ko iss daur e taraqqi ne diya kya 'Meraj'
kal bhi barbaad the aur aaj bhi barbaad hain hum...

yaar pata nahi bechare meraaj uncle per kya guzri hogi...
take it easy dear... uper waale ka shukar karo..sab kuch to de rakha hai, aazad ho aabaad ho aur jeene ko kya chahiye?

L o r d R a j said...

Arrey dost..

Dil bhi ik zidd pe adda hai.. kissi bachhe ki tarah

Ya to sab kuch hi isse chaahiye .. ya phir.. kuch bhi nahin

;)

Archives