Wednesday, March 5, 2008

Aadatan tumne kar diye vaade

Gulzar ...

aadatan tumne kar diye vaade
aadatan humne aitbaar kiya

teri raahon mein baarahaa ruk kar
humne apna hi intazaar kiya

ab naa maangenge zindagi yaa rab
ye gunaah humne ek baar kiya

1 Opinions:

preghiere said...

ye kaun si book/movie se hai?

Archives