Thursday, July 12, 2007

ek vaada hai kissi ka jo vafaa hota nahin

Sagar Siddiqui ...

ek vaada hai kissi ka jo vafaa hota nahin
marmari taaron bhari raaton mein kya hota nahin

ji mein aata hai ulat den un ke chahre se naqaab
haunslaa karte hain lekin haunslaa hota nahin

shamaa ji kii aabaru par jaan de de jhuum kar
vo patangaa jal to jaata hai fanaa hota nahin

0 Opinions:

Archives