Monday, July 16, 2007

Teri Galiyon mein na rakhenge kadam

The song is from the movie Hawas (1974) and if I am not mistaken, the lyrics were penned by Saawan kumar. Don't really remember much about the movie..but this song is .. absolutely brilliant.

music by Usha Khanna, the voice of Rafi sahib.

Listen to the song

teri galiyon mein na rakhenge kadam.. aaj ke baad
tere milne ko na aayenge sanam.. aaj ke baad

tu mera milna..... samajh lena ek sapna tha..
tujhko ab mil hi gaya jo tera apna tha..

humko duniyaa mein samajhna na sanam.. aaj ke baad...
teri galiyon mein na rakhenge kadam.. aaj ke baad..

ghir ke aayengi ghataayein phirse saawan ki..
tum to baahon mein rahogi apne saajan ki..

gale hum gham ko lagaayenge sanam.. aaj ke baad
teri galiyon mein na rakhenge kadam.. aaj ke baad

tere milne ko na aayenge sanam.. aaj ke baad
teri galiyon mein na rakhenge kadam.. aaj ke baad

0 Opinions:

Archives